Quran 3 Firqa Tarjama ek Saath Barelvi Devbandi Ahle Hadees
Quran 55:17
Aur beshaq hamne Quran ko samajhne ke liye Aasan kar diya hai, To koi hai jo samjhe ?
Hadis Sharif
Quran padhne walay ke liye Allah Aasaniyan paida karta hai (Sahih Bukhari 4937)
24/7 Support
Hum bahut passionate hain apne Buyers ko best quality aur best value dene ke liye.
Wtsp Support
Buyers ko fauran madad milti hai hamari WhatsApp support team ke zariya.
Mai Bahut fikr me rahti thi ki Quran ko samajhna hai lekin kis firqe ka tarjama padhu aur kiska nahi kiu ki har firqa apne Aap ko jannati kahta hai lekin 73 firqo me se sirf 1 firqa jannati hoga aur Jab mai ye quran ka 3 firqe wala tarjama ka Course kharida aur videos me Teeno firqa Tarjama dekha to mujhe 100% clear ho gya ki konse firqe ka konsi baato par dheyan dena hai aur konsi baato par nahi. 😊
Main kabhi Barelvi tarjama sunta tha aur kabhi Deobandi aur kabhi ahle hadees ka tarjama lekin teeno me alag alag baatein lagti thi. Lekin ab mujhe course ke zariye clear ho gaya ke asal Quran ka paigham kya hai. Sabse badi suhuliyat ye hai ke har cheez evidence ke sath aur sab Aasan andaz me samjhaya jata hai aur sabse khas baat ye hai ke Konsi Quran ki Aatay Allah-o-Rasool S.A. ke hawale chhodh dena hai.💚
Main ek young student hoon aur internet par zyada waqt guzarta hoon. Har firqa apni video dal ke doosre ko ghalat sabit karta hai, is wajah se main confuse rehta tha. Jab course ki videos dekhi to pehli baar samajh aaya ke Quran ko neutral taur par kaise dekha jata hai aur es apni zindagi me kaise apply kiya jata hai.
Main ek job karta hoon aur roz ki mashghooliyat ki wajah se detail tafseer sunne ka waqt nahi milta tha. Ye course videos ke zariye chhote chhote parts me samjhata hai jo mere liye best hai. Teeno firqo ka tarjuma compare kar ke aur itna Aasan andaz me ek ek cheez ko clear kar ke samjhaya jata hai ki shayad hi koi aysa samjha payega.
Mujhe pehle lagta tha ke Quran ko samajhna sirf ulema ka kaam hai. Lekin course ke videos itne easy aur clear hain ke ek aam aurat bhi samajh sake. Sabse acchi baat ye lagi ke har firqe ka tarjuma alag alag dikha kar bataya jata hai, isse confusion door ho gaya. Meri zindagi me pehli baar Quran dil ko chhoo lene wala lag raha hai.
Main ek businessman hu, safar zyada karta hoon. Mobile par course ki videos dekhna mere liye convenient raha. Har ayat ke samne teenon firqo ka tarjuma aata hai, jisse main turant compare kar leta hu aur course me ek formula hai jiski wajah se hi mai Aasani se compare kar pata hu. Ye course waqai ek naya tajurba hai.